SONG: Suhani Raat Dhal Chuki - सुहानी रात ढ़ल चुकी ना जाने तुम कब आओगे

Suhani Raat Dhal Chuki - सुहानी रात ढ़ल चुकी ना जाने तुम कब आओगे

LYRICS:
suhani raat dhal chuki na jane tum kab aaoge suhani raat dhal chuki na jane tum kab aaoge jahan ki reet badal chuki na jane tum kab aaoge suhani raat dhal chuki na jane tum kab aaoge najare apni mastiyan luta luta ke sukh gayi sitare apni roshani dikha dikha ke sukh gayi har ek shamma jal chuki na jane tum kab aaoge suhani raat dhal chuki na jane tum kab aaoge tadap rahe hai hum yahan tadap rahe hai hum yahan tumhare intzaar mein tumhare intzaar mein fiza ka rang aa chala hai mausame bahar mein mausame bahar mein hawa bhi rukh badal chuki na jane tum kab aaoge suhani raat dhal chuki na jane tum kab aaoge