Suhani Raat Dhal Chuki Na Jane Tum Kab Aaoge - सुहानी रात ढल चुकी, ना जाने तुम कब आओगे
LYRICS:
suhaani raat dhal chuki
na jane tum kab aaoge
suhaani raat dhal chuki
na jane tum kab aaoge
jaha ki rut badal chuki
na jane tum kab aaoge
nazare apni mastiya
dikha dikha ke so gaye
sitare apni raushani
luta luta ke so gaye
har ek shamma jal chuki
na jane tum kab aaoge
suhani raat dhal chuki
tadap rahe hai ham yaha
tadap rahe hai ham yaha
tumhare itazar mein
tumhare itazar mein
khiza ka rag, aa chala hai
mausam-e-bahaar mein
khiza ka rag, aa chala hai
mausam-e-bahaar mein
hawa bhi rukh badal chuki
na jaane tum kab aaoge
suhani raat dhal chuki
na jane tum kab aaoge