SONG: Sudhi Teri Madhur Madhur Pyare - सुधि तेरी मधुर मधुर प्यारे

Sudhi Teri Madhur Madhur Pyare - सुधि तेरी मधुर मधुर प्यारे

LYRICS:
sudhi teri madhur madhur pyaare par aansu mere haare hai naino se bahe jal ki dhaara man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai aasha ke pallav sukh gaye aasha ke pallav sukh gaye tum laao sapno ki kaliya kal milan murali ki baji jaha sooni brij madhuban ki galiya soone naino se jagamag ? ye aansu bhor ke saare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai jab chaah naa puri honi thi jab chaah naa puri honi thi di chaah milan ki kyu man ko mauj hi na hai to jeene ka adhikaar diya kyu jeevan ko jab ghadi maran ki aayegi ye vikal praan path haare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai naino se bahe jal ki dhaara man me mere angaare hai man me mere angaare hai