SONG: Suboo Ko Daur Mein - सुबू को दौर में

Suboo Ko Daur Mein - सुबू को दौर में

LYRICS:
subu ko daur mein lao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao ye kaam ain ibadat hai, mausame gul mein ye kaam ain ibadat hai, mausame gul mein hame gale se lagao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao ye aihtyat aur takalluf bhi theek hai mana ye aihtyat aur takalluf bhi theek hai mana magar ye bhol na jao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao junu ka hukum suno aur amal karo us par junu ka hukum suno aur amal karo us par khirad ko aag lagao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao thahr thahr ke na barso umad paro yakdam thahr thahr ke na barso umad paro yakdam sitam zarif ghatao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao shikast-e-tauba ka kab aisa aayega mausam shikast-e-tauba ka kab aisa aayega mausam adam ko gher ke lao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao bahar ke din hai hame sharab peelao bahar ke din hai subu ko daur mein lao