SONG: Subhaanallaah Hasin Cheharaa Ye Mastaanaa Adaaen - सुभानल्लाह हसीं चेहरा ये मस्ताना अदाएँ

Subhaanallaah Hasin Cheharaa Ye Mastaanaa Adaaen - सुभानल्लाह हसीं चेहरा ये मस्ताना अदाएँ

LYRICS:
subhanallah haay hasi chehra haay subhanallah hasi chehra ye mastana adaaye khuda mahafuz rakhe har bala se, har bala se tumhe dekha hoy to dil bola hoy tumhe dekha to dil bola tumko du duaaye khuda mahafuz rakhe har bala se, har bala se kare puja zamana jiski vo tasvir ho tum mila karti hai jannat jisse vo taqdir ho tum mila karti hai jannat jisse vo taqdir ho tum kamar patli haay nazar bijli haay kamar patli haay nazar bijli hai zulfe yaa ghataaye khuda mahafuz rakhe har bala se, har bala se subhanallah hasi chehra ye mastana adaaye khuda mahafuz rakhe har bala se, har bala se na jaane kiski qismat me hai mukhda chaand sa ye na jaane kiske ghar chamakega tukda chaand ka ye na jaane kiske ghar chamakega tukda chaand ka ye ijaazat ho haay to phir ham bhi haay ijaazat ho to phir ham bhi muqaddar aazamaaye khuda mahafuz rakhe har bala se, har bala se subhanallah hasi chehra ye mastana adaaye khuda mahafuz rakhe har bala se, har bala se