SONG: Subh Din Aaya Bahar Ka - शुभ दिन आया बहार का

Subh Din Aaya Bahar Ka - शुभ दिन आया बहार का

LYRICS:
subh din aaya bahar ka ke laga mela ye pyar ka machi dhum sare nagar subh din aaya bahar ka machi dhum sare nagar mili sabko manjil ke ujali hai mahfil janab khushi ka diya taro ki aanhko ka tara tu chanda ke darpan se pyara tu tujhse hai roshan dharti ka daman dil ka najar ka ujala tu taro ki aankho ka tara tu jo mujhse dur tha mere karib hai duniya me apna apna nasib hai jo mujhse dur tha mere karib hai duniya me apna apna nasib hai man ke hindole me jisko jhulau raja kanhaiya mera taro ki aanhko ka tara tu chanda ke darpan se pyara tu tujhse hai roshan dharti ka daman dil ka najar ka ujala tu taro ki aankho ka tara tu