SONG: Soye Hue Bharat Ke - सोए हुए सोए हुए भारत के मुक़द्दर को जगा दे

Soye Hue Bharat Ke - सोए हुए सोए हुए भारत के मुक़द्दर को जगा दे

LYRICS:
soye huye soye huye bharat ke mukadar ko jaga de fir dard bhare dil se jamane ko hila de soye huye soye huye bharat ke mukadar ko jaga de fir dard bhare dil se jamane ko hila de soye huye kyun paav thake tere hua dil kyun tera chur kyun paav thake tere hua dil kyun tera chur o bhole musafir teri manjil hai agar dur o bhole musafir teri manjil hai agar dur aa jayegi paavo me jara paav utha de aa jayegi paavo me jara paav utha de fir dard bhare dil se jamane ko hila de jamane ko hila de soye huye tu mard hai tu sheru hai maidan me atar ja tu mard hai tu sheru hai maidan me atar ja aa jaye mukabil me to tufan se lad ja aa jaye mukabil me to tufan se lad ja har khof ko har dar ko tu ab dil se mita de har khof ko har dar ko tu ab dil se mita de fir dard bhare dil se jamane ko hila de jamane ko hila de soye huye parvt ho ke dariya ho sair ho ki sagar parvt ho ke dariya ho sair ho ki sagar jo aaye teri raah me pamal use kaar jo aaye teri raah me pamal use kaar insan kise kahte hai duniya ko sikha de insan kise kahte hai duniya ko sikha de fir dard bhare dil se jamane ko hila de jamane ko hila de soye huye soye huye soye huye bharat ke mukadar ko jaga de fir dard bhare dil se jamane ko hila de soye huye