SONG: Soya Mera Pyar Aanchal Me (Sad) - सोया मेरा प्यार, आँचल में पहली बार

Soya Mera Pyar Aanchal Me (Sad) - सोया मेरा प्यार, आँचल में पहली बार

LYRICS:
soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re kahi shor mache na soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re kahi shor mache na aaj hati hai chanda, doori ki sab deewaare raaho se meri, raaho se meri laal mera yu jhule, jhaanke teri chandiya baaho se meri, baaho se meri hai dharti pe aankh gagan ki dheere chalna re kahi shor mache na soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re kahi shor mache na ab to jigar ke tukade, dekhu main tera chehra ye dil se lagi, ye dil se lagi utaregi doli se angana dulhaniya teri phoolo me saji, phoolo me saji dekh to hogi chaand dulhan ki dheere chalna re kahi shor mache na soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re kahi shor mache na dheere chalna re kahi shor mache na