SONG: Soya Mera Pyar Aanchal Me (Happy) - सोया मेरा प्यार आँचल में

Soya Mera Pyar Aanchal Me (Happy) - सोया मेरा प्यार आँचल में

LYRICS:
soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re, kahi shor mache na soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re, kahi shor mache na hasti rahi main chanda par haaye ye meri duniya jalti hi rahi, jalti hi rahi god kisi ki bharke khaali se in haatho ko malti hi rahi, malti hi rahi chor bani main apne hi dhan ki dheere chalna re, kahi shor mache na soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re, kahi shor mache na main mamta ki maari khaau naa aisi thokar gir jaau kahi, gir jaau kahi munne ka mukhada dekhu, aur baat se main apni phir jaau kahi, phir jaau kahi baat chhipaana is aangan ki dheere chalna re, kahi shor mache na soya mera pyaar, aanchal me pahli baar dheere chalna chanda dheere chalna re, kahi shor mache na dheere chalna re, kahi shor mache na