SONG: Soya Hai Bhagwan Kahan Tu - सोया है भगवान कहाँ तू

Soya Hai Bhagwan Kahan Tu - सोया है भगवान कहाँ तू

LYRICS:
hota hai anyaay yaha dekh liya ke apna jaha soya hai bhagwaan kaha tu soya hai bhagwaan kaha tu maane ham tujhko apna tu hamse anjaan bana soya hai bhagwan kaha tu soya hai bhagwan kaha tu dekh le aake apni dharti ye saapo ki basti hai sidhe saadhe insaano ko bin karan ye dasti hai jo nirdoshhai us par hi kyu dosh lagaya jata hai anyayo ki suli par kyu usko chadhaya jata hai sare jag mein yaha waha faila hai papo ka duaa soya hai bhagwan kaha tu soya hai bhagwan kaha tu hota hai anyaay yaha dekh liya ke apna jaha soya hai bhagwaan kaha tu soya hai bhagwaan kaha tu sachche dharm ko jisne faada jhuthe reet riwajo mein bandi kiya usne hi tujhko mandir ke darwajo mein jo abhimaan mein aakar tere tere shasan mein baandh daale kyu usko hi manmani pe tu chup hai duniya wale bhul ke tu ye jag apna dekh raha kiska sapna soya hai bhagwan kaha tu soya hai bhagwan kaha tu hota hai anyaay yaha dekh liya ke apna jaha soya hai bhagwaan kaha tu soya hai bhagwaan kaha tu unch nich ki baat ye kaisi tu hai agar ghat ghat wasi bhed bhav ki deewaro mein band bhav ki deewaro mein band naa rah aur avinasi o kan kan mein basne wale o kan kan mein basne wale ab tod de mandir ke ghere duniya ko bata de o data tu sabka hai sab hai tere ae satta dhari sarwesawr aaj naa jo tu aayega ek nirdosh ki hatya ka tujhko kalank lag jayega hari aaj parbhu aaja hari aaj parbhu aaja hari aaj parbhu aaja