SONG: Soti Hai Ye Raat Sone Do, Neend Me Jahaan Ko Kohne Do - सोती है ये रात सोने दो, नींद में जहाँ को खोने दो

Soti Hai Ye Raat Sone Do, Neend Me Jahaan Ko Kohne Do - सोती है ये रात सोने दो, नींद में जहाँ को खोने दो

LYRICS:
soti hai ye rat sone do nind me jaha ko khone do geet mere tum to suno tum kahi so mat jana soti hai ye rat sone do nind me jaha ko khone do geet mere tum to suno tum kahi so mat jana paas to aao tumhe sunau ek maje ki bat laut rahe the picnic se hum raste me ho gayi rat kahi achanak shor utha mude jo hum to kya dekha bhut bhut bhut chupke kaha jaoge aaj na bacha paoge fir chintu ne ki chaturayi jadu ki bansri bajai jhum jhum ke aisi tan bajai un bhuto ki shamat aayi nach nach behal hue har ki dene lage duhai chhod de hamko jane bhi do soti hai ye rat sone do nind me jaha ko khone do geet mere tum to suno tum kahi so mat jana ye waqt hamse badal ke aankhe koi sitam na dhaye palak lage to bas ek badal me shama badal na jaye dekho idhar chupo na raho kuch to suno kuch to kaho ji karta hai aaj mai sare jag ki aankh se nind uda du soti hai ye rat sone do nind me jaha ko khone do geet mere tum to suno tum kahi so mat jana