SONG: Sone Ki Lanka Maaruti Ne Aaj - सोने की लंका मारुती ने आज

Sone Ki Lanka Maaruti Ne Aaj - सोने की लंका मारुती ने आज

LYRICS:
sone ki lanka maruti ne aaj li dhun than ravan ke papo ki nagari jalti hain bankar shamshan sita maa ka darshan pakar seva me aaya hanuman seva me aaya hanuman ram ram ram ram he raghunandan aaj siya ke sankat me hain pran ye chhudamani dekh na aaye nahi rahenge pran naam tumhara amar rahega ye mera vardan ye mera vardan he karuna kar aaj daya kar mujhe abhay de do bhagwan he karuna kar aaj daya kar mujhe abhay de do bhagwan mere jivan ki naiya ko aaj tumhe khena bhagwan abhay de do bhagwan pyare guhte panch huye ham ganga tat charo bhai thaka band sugriv dekh kar apni aankhe musukai thaka band sugriv dekh kar apani aankhe musukai aaj satawe bhai bankar mile bhivishan bole ram unke bhakt ne kiya prnam unke bhakt ne kiya prnam sagar teere banar sena milkar setu banati hain sena setu banati hain sagar teere banar sena milkar setu banati hain sena setu banati hain sita mata ki raksha ko banar sena jati hain banar sena jati hain sita mata ki rachh ko banar sena jati hain banar sena jati hain aage badhti jati hain aage badhti jati hain aage badhti jati hain