SONG: Sone Chandi Me Tulta Ho - सोने चाँदी में तुलता हो

Sone Chandi Me Tulta Ho - सोने चाँदी में तुलता हो

LYRICS:
sone chandi me tulta ho jaha dilo ka pyar aansoo bhi bekar waha par aahen bhi bekar basti basti parvat parvat gata jaaye banjara lekar dil ka ek tara basti basti parvat parvat gata jaaye banjara lekar dil ka ek tara duniya ke bazar me aakhir chahat bhi vyapar bani duniya ke bazar me aakhir chahat bhi vyapar bani tere dil se unke dil tak chandi ki divar bani chandi ki divar bani basti basti parvat parvat gata jaaye banjara lekar dil ka ek tara basti basti parvat parvat gata jaaye banjara lekar dil ka ek tara ham jaiso ke bhag me likha chahat ka vardan nahi ham jaiso ke bhag me likha chahat ka vardan nahi jisne hamko janam diya vo patthar hai bhagvan nahi vo patthar hai bhagvan nahi vo patthar hai bhagvan nahi basti basti parvat parvat gata jaaye banjara leke dil ka ik tara basti basti parvat parvat gata jaaye banjara leke dil ka ik tara