SONG: Solah Shukrawar Bidhi Anusar - सोलह शुक्रवार विधि अनुसार

Solah Shukrawar Bidhi Anusar - सोलह शुक्रवार विधि अनुसार

LYRICS:
jai ho, jai ho jai ho, maiya teri jai ho solah shukrvaar vidhi anusaar solah shukrvaar vidhi anusaar maiya ka vrat jo kare use manchaha fal de ma santoshi manchaha fal de solah shukrvaar vidhi anusaar maiya ka vrat jo kare use manchaha fal de ma santoshi manchaha fal de meri ma santoshi manchaha fal de pahla niyam khatta na khao, khatta na khao na khud khaao, na kisi ko khilaao khatta na khao khaaoge mitha, vachan honge mithe vachan honge mithe mitha jo bole vo duniya ko jeete duniya ko jeete solah shukrvaar vidhi anusaar maiya ka vrat jo kare use manchaha fal de ma santoshi manchaha fal de meri ma santoshi manchaha fal de puja karo ghee ka deepak jalaao, deepak jalaao ma ki katha khud padho aur sunaao sabko sunaao prsaad baanto gud aur chane ka gud aur chane ka bigda hua kaam pal me banega pal me banega solah shukrvaar vidhi anusaar maiya ka vrat jo kare use manchaha fal de ma santoshi manchaha fal de meri ma santoshi manchaha fal de bhule huo ko rasta bataye, rasta bataye bichhde huo ko ma fir se milaaye, ma fir se milaaye shardha na tute na vishwaas dole, na vishwaas dole uski vijay ho jo ma ki jay bole ma ki jai bolo solah shukrvaar vidhi anusaar maiya ka vrat jo kare use manchaha fal de ma santoshi manchaha fal de meri ma santoshi manchaha fal de fal jab mile vrat ka karna udyapan, karna udyapan baalak bula ke karwana bhojan, karna udyapan utna karo daan jitni ho shakti, jitni ho shakti shakti na dekhe ma dekhe re bhakti, dekhe re bhakti solah shukrvaar vidhi anusaar maiya ka vrat jo kare use manchaha fal de ma santoshi manchaha fal de meri ma santoshi manchaha fal de meri ma santoshi manchaha fal de