SONG: Soja Meri Ladli, Kahe Nindiya Khoye - सोजा मेरी लाडली काहे निंदिया खोए

Soja Meri Ladli, Kahe Nindiya Khoye - सोजा मेरी लाडली काहे निंदिया खोए

LYRICS:
soja meri ladli kaahe nindiya khoye bachpan beet gaya to aurat jeewan bhar na soye nari jeewan jhule ki tarah is par kabhi us par kabhi nari jeewan jhule ki tarah is par kabhi us par kabhi hothon pe madhur muskan kabhi aankho me asuwan dhar kabhi nari jeewan jhule ki tarah is par kabhi us par kabhi kitne sukh deti hi jag ko maa, beti, bahan, patni ban kar kitne sukh deti hi jag ko maa, beti, bahan, patni ban kar maa beti bahan patni ban kar hai kitna kathin jeewan iska samjha na ise sansar kabhi nari jeewan jhule ki tarah is par kabhi us par kabhi