SONG: Soi Hai Kahaan Jaa Kar Taqadir Mohabbat Ki - सोई है कहाँ जा कर तक़दीर मोहब्बत की

Soi Hai Kahaan Jaa Kar Taqadir Mohabbat Ki - सोई है कहाँ जा कर तक़दीर मोहब्बत की

LYRICS:
soi hai kahaan jaa kar takdir mohabbat ki ab maut hi baaki hai tadbir mohabbat ki soi hai kahaan jaa kar takdir mohabbat ki ab maut hi baaki hai tadbir mohabbat ki soi hai kahaan jaa kar manzil hai wahi apni mil jaavo jahaan hamko maalum nahi lekin manzil kaa nishaan hamko manzil kaa nishaan hamko unke liye phirti hai zanjir mohabbat ki ab maut hi baaki hai tadbir mohabbat ki soi hai kahaan jaa kar unko to tere dukh ki parvaah nahi koi marne ke sivaa ai dil ab raah nahi koi ab raah nahi koi mitti hai to mitne de tasvir mohabbat ki ab maut hi baaki hai tadbir mohabbat ki soi hai kahaan jaa kar