SONG: Socha Tha Kya Kya Ho Gaya - सोचा था क्या..

Socha Tha Kya Kya Ho Gaya - सोचा था क्या..

LYRICS:
soch tha kya... kya ho gaya kya ho gaya mera naseeb yaar yahi mera naseeb yaar yahi kaha so gaya kaha kho gaya kaha so gaya kaha kho gaya soch tha kya... kya ho gaya kya ho gaya ummeede gayi sab sahare gaye wo baaatein gayi wo ishare gaye ummeede gayi sab sahare gaye wo baaatein gayi wo ishare gaye dagaa deke apne wo pyare gaye hum gareeb bemaut maare gaye soch tha kya... kya ho gaya kya ho gaya naye armaan bhari zindgani abhi hai aankhein kisi se ladaani abhi naye armaan bhari zindgani abhi hai aankhein kisi se ladaani abhi mare khinchte hai jawaani abhi soch tha kya... kya ho gaya kya ho gaya mera naseeb yaar yahi mera naseeb yaar yahi kaha so gaya kaha kho gaya kaha so gaya kaha kho gaya