SONG: Soch Rahi Ki Kahu Na Kahu Par Aaj Kahungi Mere Sanam - सोच रही की कहूँ ना कहूँ पर आज कहूँगी मेरे सनम

Soch Rahi Ki Kahu Na Kahu Par Aaj Kahungi Mere Sanam - सोच रही की कहूँ ना कहूँ पर आज कहूँगी मेरे सनम

LYRICS:
soch rahi ki kahu na kahu par aaj kahungi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jina hai mushkil tere bina tere bina soch rahi ki kahu na kahu par aaj kahungi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jina hai mushki tere bina tere bina kya mai kahu sajna mujhko huya kya hai mujhme base ho tum tumse chhupa kya hai kya mai kahu sajna mujhko huya kya hai mujhme base ho tum tumse chhupa kya hai tum hi suno ab kahta hai kya dil yaad rahe mera jina hai mushkil tere bina tere bina soch rahi ki kahu na kahu par aaj kahungi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jina hai mushki tere bina tere bina haye re dil dhadke ki aur mai ghabrau ji kare aise uad ke chali aau haye re dil dhadke ki aur mai ghabrau ji kare aise uad ke chali aau tu hai mere armano ki manjil yaad rahe mera jina hai mushkil tere bina tere bina rah me jab tere sath nikalti hu bahkte hai ye kadam udti si chalti hu rah me jab tere sath nikalti hu bahkte hai ye kadam udti si chalti hu yu hi rahe ye sapno ki jhilmil yaad rahe mera jina hai mushkil tere bina tere bina soch rahi ki kahu na kahu par aaj kahungi mere sanam tune le to liya dil yaad rahe mera jina hai mushki tere bina tere bina