SONG: So Ja Re So Ja Mere Akhiyon Ke Taare - सो जा रे सो जा मेरी अखियों के तारे

So Ja Re So Ja Mere Akhiyon Ke Taare - सो जा रे सो जा मेरी अखियों के तारे

LYRICS:
so ja re so ja meri akhiyon ke taare mere raaj-dulaare raaj-dulaare o tohe sapanon ki nagari se nindiya pukaare so ja re so ja pariyon ke baalak taaron ke bhes mein tujhko bulaane aaye chanda ke desh mein chanda ke desh mein sapnon ka raaj hai mere munne ke liye phulon ka taaj hai raaj-dulaare o tohe sapanon ki nagari se nindiya pukaare so ja re so ja