SONG: So Gaya Sara Zamana Nind Kyu Aati Nahi - सो गया सारा ज़माना नींद क्यों आती नहीं

So Gaya Sara Zamana Nind Kyu Aati Nahi - सो गया सारा ज़माना नींद क्यों आती नहीं

LYRICS:
so gaya sara zamana nind kyu aati nahi so gaya sara zamana nind kyu aati nahi aye hawa jakar use tu sath kyu laati nahi so gaya sara zamana nind kyu aati nahi so gaya chand pahle bhi nikalta tha magar aisa na tha chand pahle bhi nikalta tha magar aisa na tha aaj aisi baat kyu hai kuch samjh aati nahi so gaya sara jamana nind kyu aati nahi so gaya chandani kuch chand se kah kar jami par aa gayi chandani kuch chand se kah kar jami par aa gayi jane kya dekha yaha ab laut kar jati nahi so gaya sara zamana nind kyu aati nahi aye hawa jakar use tu sath kyu laati nahi so gaya sara zamana nind kyu aati nahi so gaya