SONG: Siyavar Ramchandra Ki Jay

Siyavar Ramchandra Ki Jay

LYRICS:
siyavar ramchandra ki jay janak nandni siya maiya ki jay ladle lakhan lal ki jay, pawansut hanuman ki jay seeta ji ka haran kiya ravan ne badal ke bhesh ram bhaye vyakul, lakshaman ke man ko lagi thesh pawanputra hanuman chala uad kar lane sandesh vavan kot chhppan darwajo wale lanka dham aur fir lanka pahunch kar hanuman ne dekha ke ashok vatika mai sita maiya ek briksha ke neeche apni akhiya meeche ram ke dyaan me gumi huyi hai tum bin naa hi chain din rain tum bin naa hi chain rimjhim garjat nain din rain "kamjor ped kay lagaye" tum kaun ho bolo bolo tum kaun ho kyu maun ho pawanputra mai ram bharoshe "ram bharose aap apne ghar hoge yaha hunuman ho hanuman" pawan putra shri ram ka payara mere man me ram rehte hai mujhe hanuman kehte hai mujhe hanuman kehte hai pawan putra shri ram ka payara mere man me ram rehte hai mujhe hanuman kehte hai mujhe hanuman kehte hai sita ji ko hamri batiya kahi lage na jhuti is karan raghunath ne bheji hmare hath aguthi hanuman ram kaise hai kuch wahan ka haal sunao ram sukhi hai "sita ke bgair ram sukhi kaise ho skte hai kaho ram dukhi hai " ram dukhi hai aapki aankho se aansu behte hai mujhe hanuman kehte hai mujhe hanuman kehte hai sita maiya ydi aapki aagya ho to mai kuch kha lu apni bhook mita lu, khalo, mitalo bees bhuja dus shis ka ravan gyaani aur balban kaisi nadani kar baitha dekho wo nadan usko sabak sikhane aaya ram bhakt hanuman meghnath yeh tum kya laye pujya pita yeh hai ek bandar isne baag ke sab fal khaye isliye ise baand ke laye bol tu hai kiska dut mai , mai hu teri maut ka dut tu aur mujhko marega marte samay hiiii marte samay tu ram ka naam pukarega bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram bolo jay siya ram band karo yeh ram ram ram ram ram ram kumbhkaran bolo ise dand kya dun yeh sirf sota hai ise sone do meghnath tum to jaagte ho tumhi kaho ise kya dand de iski punchh mai aag lga do satyavachan mai teri puch mai aag lga dunga laga do laga do mai apni punchh se teri lanka jala dunga jala do jala do ye kya kaha re banar