SONG: Sitaro Unse Kahana Najaro Unse Kahana - सितारों उनसे कहना नजारों उनसे कहना

Sitaro Unse Kahana Najaro Unse Kahana - सितारों उनसे कहना नजारों उनसे कहना

LYRICS:
shama se koi kah de ki tere rahte rahte andhera ho raha ke tum ho vaha to milne ko yaha patanga ro raha sitaro unse kahna, nazaro unse kahna saja ye ho rahi ke tum ho vaha to milne ko yaha shama bhi ro rahi sitaro unse kahna tadapta pyar, ke ho didar, magar diwar hame roke tadapta pyar, ke ho didar, magar diwar hame roke shama aise jale kaise patange se juda hoke, juda hoke duhai dete dete, judai sahte sahte andhera ho raha ke tum ho vaha to milne ko yaha patanga ro raha shama se koi kah de bandhi janjir magar bepreet teri tasvir nahi jati bandhi janjir magar bepreet teri tasvir nahi jati sitam ki bat sahe ham ghat milan ki rat nahi aati, nahi aati ke aahe bharte bharte tadap ke marte marte andhera ho raha ke tum ho vaha to milne ko yaha patanga ro raha sitaro unse kahna, nazaro unse kahna saja ye ho rahi ke tum ho vaha to milne ko yaha shama bhi ro rahi sitaro unse kahna