SONG: Sitaro Se Puchho, Nazaro Se Puchho - सितारों से पूछो, नज़ारों से पूछो

Sitaro Se Puchho, Nazaro Se Puchho - सितारों से पूछो, नज़ारों से पूछो

LYRICS:
sitaro se puchho, nazaro se puchho ke hum teri yaad me sataye huye hai ke hum teri yaad me sataye huye hai ye palko me meri bojhal sa pani ye palko me meri bojhal sa pani mujhe karde wapas wo gujre zamane gujre zamane wafa ke kadam dagmagaye huye hai ke hum teri yaad me sataye huye hai tarasti hai tere hi aane ko raahe tarasti hai tere hi aane ko raahe uthi ja rahi tadap kar nigahe uthi ja rahi tadap kar nigahe taras hum pe aansu bhi khaye huye hai ke hum teri yaad me sataye huye hai sitaro se puchho, nazaro se puchho ke hum teri yaad me sataye huye hai ke hum teri yaad me sataye huye hai