SONG: Sitaro Aaj To Hum Bhi Tumhare Sath - सितारों आज तो हम भी तुम्हारे साथ

Sitaro Aaj To Hum Bhi Tumhare Sath - सितारों आज तो हम भी तुम्हारे साथ

LYRICS:
sitaro aaj to hum bhi tumhare sath jagenge sitaro aaj to hum bhi tumhare sath jagenge hui hai bat kuch aisi ke sari rat jagenge khabar kya thi ke unki ek najar me ye asar hoga khabar kya thi ke unki ek najar me ye asar hoga najar me ye asar hoga idhar dil pe padegi aur udhar jajbat jagenge idhar dil pe padegi aur udhar jajbat jagenge sitaro aaj to hum bhi tumhare sath jagenge kabhi to unki baho me hame bhi nind aayegi kabhi to unki baho me hame bhi nind aayegi hame bhi nind aayegi kabhi to pyar ke soye hue halat jagenge kabhi to pyar ke soye hue halat jagenge hui hai bat kuch aisi ke sari rat jagenge sitaro aaj to hum bhi tumhare sath jagenge