SONG: Sitare Hanse Jab Kanwal Muskuraye - सितारे हंसे जब कँवल मुस्कुराये

Sitare Hanse Jab Kanwal Muskuraye - सितारे हंसे जब कँवल मुस्कुराये

LYRICS:
sitare hanse jab kanwal muskuraye tumhari kasam tum bahut yaad aaye sitare hanse jab kanwal muskuraye tumhari kasam tum bahut yaad aaye kisi ne muhabbat ki jab giit gaye tumhari kasam tum bahut yaad aaye sitare hanse kali se jo bhanwre ne ki chhedkhani kali se jo bhanwre ne ki chhedkhani patge ne pakki chhedi kahani ki chhedi kahani kabhi ro diye hum kabhi muskuraye tumhari kasam tum bahut yaad aaye sitare hanse sitare hanse jab kanwal muskuraye tumhari kasam tum bahut yaad aaye kahi bulbula ne ki jo nagmakhani to yaad aa gayi hamko shame suhani kahi bulbula ne ki jo nagmakhani to yaad aa gayi hamko shame suhani umido ke fir chha gaye gam ke saye tumhari kasam tum bahut yaad aaye sitare hanse jab kanwal muskuraye tumhari kasam tum bahut yaad aaye kisi ne muhabbat ki jab giit gaye tumhari kasam tum bahut yaad aaye sitare hanse jab kanwal muskuraye tumhari kasam tum bahut yaad aaye