SONG: Sitaare Dub Chale, Mohabbat Ki Bas Itani Daastaan - सितारे डूब चले, मोहब्बत की बस इतनी दास्ताँ

Sitaare Dub Chale, Mohabbat Ki Bas Itani Daastaan - सितारे डूब चले, मोहब्बत की बस इतनी दास्ताँ

LYRICS:
sitaare dub chale raat dhalane vaali hai chale bhi aao ki duniya badlane vaali hai tumhe qasam hai na karna meri judaayi ka gam havaaye laakh chale shamma jalane vaali hai mohabbat ki bas itni daasta hai bahaare bahaare chaar din ki phir khiza hai mohabbat ki bas itni daasta hai mohabbat ki bas itni daasta hai bahaare bahaare chaar din ki phir khiza hai mohabbat ki bas itni daasta hai ujaale ko tarasati hai nigaahe badi viraan hai ulfat ki raahe kaha hai kaha hai chaand mere tu kaha hai mohabbat ki bas itni daasta hai mazaa milane ka aata hai bichhada ke muhabbat rag laati hai ujad ke judaayi judaayi do dilo ka imtahaan hai mohabbat ki bas itni daasta hai