SONG: Sirf Tum Hi To Ho Jispe Marte Hai Hum - सिर्फ तुम ही तो हो जिसपे मरते है हम

Sirf Tum Hi To Ho Jispe Marte Hai Hum - सिर्फ तुम ही तो हो जिसपे मरते है हम

LYRICS:
sirf tum hi to ho jispe marte hai hum sirf tum hi to ho jispe marte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum jindagi tum pe kurban karte hai hum jindagi tum pe kurban karte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum hum to sadiyo se tere talabgar hai teri julfo me kab se giraftar hai hum to sadiyo se tere talabgar hai teri julfo me kab se giraftar hai kaise kaise haye kaise kaise gumo se gujarte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum sirf tum hi to ho jispe marte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum ab tumhare bina din gujarta nahi jakham aisa laga hai ke bharta nahi ab tumhare bina din gujarta nahi jakham aisa laga hai ke bharta nahi nam le le ke haye nam lele ke aakhir tadapte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum jindagi tum pe kurban karte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum mere dil pe rakho phul se hath ko or samjho jara dil ke jajbat ko mere dil pe rakho phul se hath ko or samjho jara dil ke jajbat ko ek tufan hai ek tufan hai jispe chalte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum sirf tum hi to ho jispe marte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum jindagi tum pe kurban karte hai hum ye raz aaj tumko batate hai hum