SONG: Sirf Apne Khayalon Ki Parchayi Hai - सिर्फ अपने ख्यालों की परछाई है

Sirf Apne Khayalon Ki Parchayi Hai - सिर्फ अपने ख्यालों की परछाई है

LYRICS:
sirf apne khaylon ki parchayi hai ya koi jalwa e naaj parde me hai ya koi jalwa e naaj parde me hai baar baar ush taraf uth rahi hai nazar kya khabar kaun sa raaz parde me hai kya khabar kaun sa raaz parde me hai sirf apne khaylon ki parchayi hai in adaoo ko hum kaun sa naam de inka ehsaan mane ke iljaam de in adaoo ko hum kaun sa naam de inka ehsaan mane ke iljaam de har karam me sitam har wafa me jafa unka har ek andaaz parde me hai sirf apne khaylon ki parchayi hai