SONG: Sine Me Mohabbat Ka Pahla Arman - सीने में मोहब्बत का पहला अरमान

Sine Me Mohabbat Ka Pahla Arman - सीने में मोहब्बत का पहला अरमान

LYRICS:
sine me mohabbat ka pahla arman tumhari daulat hai arman tumhari daulat hai sine me mohabbat ka pahla arman tumhari daulat hai ye dil hai tumhare malkiyat ye jaan tumhari daulat hai ye jaan tumhari daulat hai andaz dhadkane ka sikha andaz dhadkane ka sikha is dil ne tumhari aankho se andaz dhadkane ka sikha is dil ne tumhari aankho se is dil pe tumhari aankho ka ehsan tumhari daulat hai ehsan tumhari daulat hai ye dil hai tumhare malkiyat ye jaan tumhari daulat hai ye jaan tumhari daulat hai kya chij mohabbat hoti hai kya chij mohabbat hoti hai ab tak hume ye malum na tha kya chij mohabbat hoti hai ab tak hume ye malum na tha jitni bhi hui hai ulfat se pahchan tumhari daulat hai pahchan tumhari daulat hai sine me mohabbat ka pahla arman tumhari daulat hai ye jaan tumhari daulat hai ji arman tumhari daulat hai