SONG: Sine Me Dil Tadap Kar - सीने में दिल तड़प कर

Sine Me Dil Tadap Kar - सीने में दिल तड़प कर

LYRICS:
sine me dil tadap kar fariyaad kar raha hai ek bewafa ke waado ko yaad kar raha hai bechain hain umange armaan ro rahe hain bechain hain umange armaan ro rahe hain dil ki tabaahiyon ke saamaan kho rahe hain dil ki tabaahiyon ke saamaan kho rahe hain aabaad karne waala barbaad kar raha hai aabad karne waala barbaad kar raha hai sine me dil tadap kar fariyaad kar raha hai ek bewafa ke waado ko yaad kar raha hai apna bana ke gam ko gairo se kaun basa le apna bana ke gam ko gairo se kaun basa le saiyad ne niraali tarze sitam nikaali saiyad ne niraali tarze sitam nikaali par kaat kar humare aazaad kar raha hai par kaat kar humare aazad kar raha hai sine me dil tadap kar fariyaad kar raha hai ek bewafa ke waado ko yaad kar raha hai