SONG: Sindhu Ki Hunkar Le He Aadhi Shakti Aaj Tu Awtar Le - सिंधु की हुंकार ले हे आधी शक्ति आज तू अवतार ले

Sindhu Ki Hunkar Le He Aadhi Shakti Aaj Tu Awtar Le - सिंधु की हुंकार ले हे आधी शक्ति आज तू अवतार ले

LYRICS:
sindhu ki hunkar le shesh ki phunkar le bijliyo ke hath me talwar le he aadhi shakti aaj tu avtar le jagmagaya hai gagan dharti lagi hai dolne dharti lagi hai dolne aaj ek papi laga hai parlay ka muh kholne parlay ka muh kholne nayay ke liye to kuch nahi anyay de to bol de pyar ke amrit me hai koi laga vish gholne aa jagat ka bhar le shatru ko sanghar le dharam ki naiya ko aake tar le he aadhi shakti aaj tu avtar le tu na aayi to dhara aaksh badlenge dhara aaksh badlenge chandar ravi ke tez or parkash badlenge ye tez or parkash badlenge ved aur puran ke vishvas badlenge shristy ke sab prachin itihas badlenge yaadr shastar sawar le khadag khapar dhar le dusht mahishasur ka bhesh utar le he aadhi shakti aaj tu avtar le avtar le avtar le avtar le