SONG: Silwa De Re Sajanwa Mohe Reshmi Salwar - सिलवा दे रे सजनवा, मोहे रेशमी सलवार

Silwa De Re Sajanwa Mohe Reshmi Salwar - सिलवा दे रे सजनवा, मोहे रेशमी सलवार

LYRICS:
silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar ha reshmi salwar jiske bute jalidar ha reshmi salwar jiske bute jalidar banu aisi chhabili sajili chhalledar banu aisi chhabili sajili chhalledar silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar resham ki salwar pahan mai sajan ke ghar jau mai sajan ke ghar jau resham ki salwar pahan mai sajan ke ghar jau sang saheli hasi kare mai sang saheli hasi kare mai dekh unhe sharmaaun silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar ari tu kya pahne salwar shakal hai teri paune chaar ari tu kya pahne salwar shakal hai teri paune chaar bhai ghar ko ban ke rahta bapu beghar bar bhai ghar ko ban ke rahta bapu beghar bar mera baap to jo kuch hai par tera baap hai naayi mera baap to jo kuch hai par tera baap hai naayi bees baras ki bahan ho gayi phir bhi nahi sagayi firta baat yaha naktai tumko tanik laz na aayi silwa de re sajanwa mohe reshmi salwar silwa de re ha ha silwa de re sajanwa mohe reshmi salwar