SONG: Sili Sili Sargoshi Me - सिली सिली सरगोशी में

Sili Sili Sargoshi Me - सिली सिली सरगोशी में

LYRICS:
sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan ishq apni had se jaa pahucha kahaan ishq ki agan mein jal rahi hai samaa sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan hum bhi yahin tum bhi yahaan kyun hai duriyaan sharmo haya chilman hai ye apne darmiyaan hum bhi yahin tum bhi yahaan kyun hai duriyaan sharmo haya chilman hai ye apne darmiyaan waqt hai kaafir bada na isko tu na gawaa ishq ki agan mein jal rahi hai samaa sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan hum kho gaye ek ho gaye kaisa ye milan parwane tak jaa pahuchi hai shamaa ki jalan hum kho gaye ek ho gaye kaisa ye milan parwane tak jaa pahuchi hai shamaa ki jalan bujh jaayegi ab ye shamaa reh jaayega dhuaan ishq ki agan mein jal rahi hai shamaa sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan