SONG: Sikandar Ne Poras Se Ki Thi Ladai - सिकंदर ने पोरस से की थी लड़ाई

Sikandar Ne Poras Se Ki Thi Ladai - सिकंदर ने पोरस से की थी लड़ाई

LYRICS:
sikandar ne porus se ki thi ladayi jo ki thi ladayi, to main kya karun jo kaurav ne pandav se ki hathapayi jo ki hathapayi, to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladayi jo ki thi ladayi, to main kya karun jo p u t put hai, to b u t but hai zamane ka dastur kitna ulat hai jo p u t put hai, to b u t but hai zamane ka dastur kitna ulat hai paddhate hain sab, mujhko ulti padhayi hai ulti padhayi, to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladayi jo ki thi ladayi, to main kya karun hai zahil ghasita, magar khaye halwa ye har roz lute, mithayi ka jalwa hai zahil ghasita, magar khaye halwa ye har roz lute, mithayi ka jalwa ye dudh mein pani, milata hai bhai na aye malayi, to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladayi jo ki thi ladayi, to main kya karun ye b a hai lekin chalaye ye thhela ye m a hai lekin ye beche karela ye b a hai lekin chalaye ye thhela ye m a hai lekin ye beche karela agar tin din se ye bhukha hai bhai jo bhukha hai bhai, to main kya karun sikandar ne porus se ki thi ladayi jo ki thi ladayi, to main kya karun