SONG: Shyam Tere Kitne Naam - श्याम तेरे कितने नाम

Shyam Tere Kitne Naam - श्याम तेरे कितने नाम

LYRICS:
shyam shyam shyam tere kitne nam shyam shyam shyam tere kitne nam jag se hari mai dukhiyari jag se hari mai dukhiyari sharan tihari aayi mere shyam shyam shyam shyam tere kitne nam shyam shyam shyam tere kitne nam teri kirpa agar ho jaye re ho jaye teri kirpa agar ho jaye tu sang chale gunga bole janam ka andha ankhiya khole pathar ki murat jo dole sab sambhaw ho jaye teri kirpa agar ho jaye re sabko tare sabko tare par utare tuhi saware bigde kam shyam shyam shyam tere kitne nam shyam shyam shyam tere kitne nam tu sune na to hum kaha jaye kaha jaye tu sune na to hum kaha jaye ho tu chahe to chale hawaye mar ghat phulo se bhar jaye saritaye parwat se nikal ke sagar tak aa jaye tu sune na to hum kaha jaye fir ek tere darsh ka pyasa aa na saka kyu tere dham shyam shyam shyam tere kitne nam shyam shyam shyam tere kitne nam koi jane nahi re teri maya teri maya koi jane nahi re teri maya phul kabhi tune jo khilaya bin mausam wo fir murjhaya pad gayi kis durdin ki chaya kyu aisa din aaya koi jane nahi teri maya antaryami antaryami ye to bata de mujhse hui kyu vidhna bam shyam shyam shyam tere kitne nam shyam shyam shyam tere kitne nam he madhu sudan he nand nandan he manmohan he ghan shyam shyam shyam shyam tere kitne nam shyam shyam shyam tere kitne nam he madhu sudan he madhu sudan he manmohan he manmohan shakti de shakti de shakti de shakti de shyam shyam shyam shyam tere kitne nam shyam shyam shyam shyam tere kitne nam