SONG: Shyam Kaha Soya Tu Ram Kaha Soya - श्याम कहाँ सोया तू, राम कहाँ सोया तू

Shyam Kaha Soya Tu Ram Kaha Soya - श्याम कहाँ सोया तू, राम कहाँ सोया तू

LYRICS:
shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu shyam kaha soya tu prabhu main karu pukar, meri aur bhi nihar prabhu main karu pukar, meri aur bhi nihar dikh rahe nainan ke sare moti aaj main bin neer ke hu roti tum raghurai ho, mere tum sahaai ho tum raghurai ho, mere tum sahaai ho shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu kaahe tu roye sakhi re, dhir kyu khoye sakhi re kaahe tu roye sakhi re, dhir kyu khoye sakhi re sapno ka jivan hai sakhi, sudh na gawao sapno ka jivan hai sakhi, sudh na gawao sukh dukh ki ek ye kahani aaho se ab mol chukao tum raghurai ho, mere tum sahaai ho tum raghurai ho, mere tum sahaai ho shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu shyam kaha soya tu, raam kaha soya tu