SONG: Shukriya Aapki Inayat Ka - शुक्रिया आपकी इनायत का

Shukriya Aapki Inayat Ka - शुक्रिया आपकी इनायत का

LYRICS:
shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya shukriya, aapki shararat ka meharba shukriya shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya shukriya, aapki shararat ka meharba shukriya aapki raaho me dil hai, shauk se thukrayiye aur kya khidmat karu mai, janeman farmayiye hosh kahta hai ke dil ki aag se, bach ke raho pyar ki jid hai magar, is aag me jal jayiye jara ban ke, o tan tan ke haye jara ban ke, tan tan ke ye adaye sataye, khuda ki kasam shukriya, aapki shikayat ka meharba shukriya shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya bekarari intzari, pyar ka anjam hai chain hai dil ko, na pal bhar raat ko aaram hai bekarari intzari, aap hi ki den hai sidha sadha dil humara, muft me badnam hai jara chhup ke, chhup chhup ke o ji jara chhup ke, chhup chhup ke dil lagaye jalaye, nirala saluk shukriya, aapki mohabbat ka meharba shukriya shukriya, aapki shararat ka meharba shukriya shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya