SONG: Shukrana Gul Khile - शुकराना गुल खिले

Shukrana Gul Khile - शुकराना गुल खिले

LYRICS:
tu hai ab jo baho mein karaar hai rab ka shukrana saanso mein hai nasha khumaar hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana rab ka shukrana tu mila to sab mila ab kisi se kya gila tujhme simtu ab mein bikhru teri baho mein tu mila to sab mila ab kisi se kya gila tujhme simtu ab mein bikhru teri baho mein fana ho jao main tu hi ab duniya meri jaha hai rab ka shukrana khwaabo ki khayalo ki udaan hai rab ka shukrana rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai sab se ho jao pare jo ishaara tu kare ab to rehna hai tujhi mein gumshudaa hu main sab se ho jaon parejo ishaara tu kare ab to rehna hai tujhi mein gumshuda hu main ho teri baho mein jazbo ka ab toh naya rab ka shukrana naya rutba nayi shaan hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai tu rab ka shukrana rab ka rab ka rab ka shukrana