SONG: Shola Ulfat Ka Bhadka Ke Mere Dil Me Aag Laga Ke - शोला उल्फत का भड़का के मेरे दिल में आग लगा के

Shola Ulfat Ka Bhadka Ke Mere Dil Me Aag Laga Ke - शोला उल्फत का भड़का के मेरे दिल में आग लगा के

LYRICS:
shola ulfat ka bhadka ke mere dil me aag lagake na tarsayiye hum to kab se huye tumhare chup the laz sharam ke mare ji farmayiye shola ulfat ka bhadka ke mere dil me aag lagake na tarsayiye hum to kab se huye tumhare chup the laz sharam ke mare ji farmayiye diwana aa gaya raho me aapki jine ka shok hai baho me aapki diwana aa gaya raho me aapki jine ka shok hai baho me aapki din hai bahar ke mausam hai pyar ka kahiye irada kya hai aakhir sarkar ka aakhir sarkar ka shola ulfat ka bhadka ke mere dil me aag lagake na tarsayiye hum to kab se hue tumhare chup the laz sharam ke mare ji farmayiye ulfat ka bojh yu dil par na daliye jalim sabab hai khud ko sambhaliye ulfat ka bojh yu dil par na daliye jalim sabab hai khud ko sambhaliye sab kuch ye pyar ki masti ka josh hai najro me aap hai fir kisko hosh hai fir kisko hosh hai shola ulfat ka bhadka ke mere dil me aag lagake na tarsayiye hum to kab se hue tumhare chup the laz sharam ke mare ji farmayiye