SONG: Shola Hu Shola - शोला हूँ शोला

Shola Hu Shola - शोला हूँ शोला

LYRICS:
shola hun shola dekha maine dekha jalwa hu jalwa tofa hai tofa chingari hun main bachke jara mujhe rahna jal jayega wo mera jo mane na kahna tu aag hai to jalayegi duniya bujhaunga main tere tan man ki aag shola hun shola dekha maine dekha tu hai badal me hu bijli mujhse takraega hey hey ye ladayi pyar ki hai fir maza aayega mujhko fasana na bato bato me chedega tu mujhko thandi rato me hone na dugi main ye sangam man ja dilruba main hu diwana tera shola hun shola dekha maine dekha phulo ki barkha ho rahi hai le lo iska maza hey hey is badan se khubsurat phul na koi khila chalo ye maan liya humne pehchan liya tere badan ko hi phul jaan liya khusbhu kaha hai jara ye bta ye badan hai chaman chahe jaha sungh le shola hun shola tofa hai tofa chingari hun main bachke jara mujhe rahna jal jayega wo mera jo mane na kahna tu aag hai to jalayegi duniya bujhaunga main tere tan man ki aag shola hun shola dekha maine dekha