SONG: Shokh Sitaron Se Hilmil Ke Khelenge - शोख़ सितारों से हिलमिल के खेलेंगे

Shokh Sitaron Se Hilmil Ke Khelenge - शोख़ सितारों से हिलमिल के खेलेंगे

LYRICS:
ham khelege ham khelege aankh-micholi ha ham khelege ha ham khelege aankh-micholi khelege ham khelege aankh-micholi shokh sitaro se hil-mil kar ha ham khelege ha ham khelege aankh-micholi khelege ham khelege aankh-micholi tum chand ke gher mein chhipna main yaad mein unki chhip jaau tum chand ke gher mein chhipna main yaad mein unki chhip jaau dhundhe se hath na aau main thak jaye taro ki toli thak jaye taro ki toli ha ham khelege ha ham khelege aankh-micholi khelege ham khelege aankh-micholi shokh sitaro se hil-mil kar ha ham khelege ha ham khelege aankh-micholi khelege ham aankh-micholi khelege us chand pe kya itrate ho us chand pe kya itrate ho jo mitha bol na bol sake jo mitha bol na bol sake tum tut tut ke aa jaao tum tut tut ke aa jaao sun lo jo unki boli ha sun lo jo unki boli ha ham khelege ha ham khelege aankh-micholi khelege ham aankh-micholi khelege shokh sitaro se hil-mil kar ha ham khelege ha ham khelege aankh-micholi khelege ham khelege aankh-micholi