SONG: Shok Nazar Ki Bijaliyaan Dil Pe Mere Giraae Jaa - शोख़ नज़र की बिजलियाँ दिल पे मेरे गिराए जा

Shok Nazar Ki Bijaliyaan Dil Pe Mere Giraae Jaa - शोख़ नज़र की बिजलियाँ दिल पे मेरे गिराए जा

LYRICS:
shokh nazar ki bijaliya dil pe mere giraaye ja mera na kuchh khayal kar tu yu hi muskaraaye ja shokh nazar ki bijaliya jag uthi hai aarzu jaise chiraag jal pade ab to vafa ki raah pe ham tere saath chal pade chaahe hansaaye ja hame chaahe hame rulaaye ja shokh nazar ki bijaliya dil pe mere giraaye ja shokh nazar ki bijaliya chain kahi kisi ghadi aaye na tere bin mujhe kaash mai is jahaan se chhin lu ek din tujhe mai tere sath sath hu chaahe nazar bachaye ja shokh nazar ki bijaliya dil pe mere giraaye ja mera na kuchh khayal kar tu yu hi muskaraaye ja shokh nazar ki bijaliya