SONG: Shivam - शिवम्

Shivam - शिवम्

LYRICS:
balidanon balidanon aahutiyon aahutiyon se janmi ye gaatha barson se jalati hai badle kee ye jwaala kya mrityu us mahasamar kee janani hai jiskaa varnan srshti karti kya ambar kee nagari se vo rakhwala aayaa balidani kya niyati rachane mein hai sakasham nas-nas mein jo ghole vo lahoo hai sivam sivam