SONG: Shisha-E-Dil Itna Na Uchhalo - शीशा-ऐ-दिल इतना ना उछालो

Shisha-E-Dil Itna Na Uchhalo - शीशा-ऐ-दिल इतना ना उछालो

LYRICS:
la la la la, la la la la, la la la la, la la la la la la la, la la la la, la la la, la la la la machalti-jhoomti thandi hawaye kehti hai tadapti maujon ki chanchal adaye kehti hai sanwaro zulf ko kali ghataye kehti hai ye bhigi-bhigi suhani fizaye kehti hai tumhi se aj tumhari nigahe kehti hai tumhi se aj tumhari nigahe kehti hai o o o o shisha-e-dil itana na uchhalo shisha-e-dil itana na uchhalo ye kahi toot jaega, ye kahi phoot jaega shisha-e-dil itana na uchhalo nazare ho gaye qurban in nazaro par machalke a gayi lahare bhi ab isharo par ada se tairte phirte hai ham to dharo par karenge pyar ka jadu javan baharo par ye kahane ai hai sou machhaliya kinaro par ye kahane ai hai sou machhliya kinaro par o o o o shisha-e-dil itana na uchhalo shisha-e-dil itana na uchhalo ye kahi toot jayega, ye kahi phoot jayega shisha-e-dil itana na uchhalo la la la la, la la la la, la la la la, la la la la la la la, la la la la, la la la, la la la la sambhalo hosh ke dariya ka gahra pani hai na doob jao kahin bekhabar jawani hai jawan bahar kinaron pe ani-jani hai zara khayal rahe dil ajab nishani hai abhi to pyar ki duniya tumhe basani hai abhi to pyar ki duniya tumhe basani hai o o o o shisha-e-dil itna na uchhalo shisha-e-dil itna na uchhalo ye kahin toot jayega, ye kahin phoot jayega shisha-e-dil itana na uchhalo