SONG: Shikwa Nahi - तेरे बिन ना रहा कभी, तेरे बिन ना रह सकूँगा

Shikwa Nahi - तेरे बिन ना रहा कभी, तेरे बिन ना रह सकूँगा

LYRICS:
tere bin na raha kabhi, tere bin na reh sakunga tere bin na jiya kabhi, tere bin na jee sakunga tute dil ki awaaz ko sun, tu sun to sahi shikwa nahi kisi se, kisi se gila nahi nasib me nahi tha jo humko mila nahi shikwa nahi kisi se tu mil na paaya, yaade mil gayi teri yaade mil gayi tanhaaiya mili hai, tu na mili mujhe tu na mili tute dil ki awaaz ko sun, tu sun to sahi armaan tha humko jiska wo khwaab mila nahi nasib me nahi tha jo humko mila nahi shikwa nahi kisi se tujhse juda hoke jaau mai kidhar, tere bina jaau mai kidhar tadapta hi rahu, phiru mai darbadar haye phiru mai darbadar tute dil ki awaaz ko sun, tu sun to sahi wo chahto ka harpal ab silsila nahi nasib me nahi tha jo humko mila nahi shikwa nahi kisi se