SONG: Shifa Hai Tu Dua Hai Tu (Namumkin Tere Bin Jeena) - शिफा है तू दुआ है तू

Shifa Hai Tu Dua Hai Tu (Namumkin Tere Bin Jeena) - शिफा है तू दुआ है तू

LYRICS:
shifa hai tu, dua hai tu mere dil ki dawa hai tu shifa hai tu, dua hai tu mere dil ki dawa hai tu bin tere main jee nahi sakta bin tere main mar nahi sakta namumkin, namumkin tere bin jeena namumkin, namumkin tere bin jeena shifa hai tu, dua hai tu teri rang mein rang ke main khushnuma hoon tuhi hai mujhme, main khud mein kaha hoon bin tere kya hoon main bin tere kya hoon kuch nahi paagal dhuwan hoon namumkin, namumkin tere bin jeena namumkin, namumkin tere bin jeena shifa hai tu, dua hai tu wo lafz nahi jisme tareef likh doon wo bol nahi jo main tujhse keh doon tu sabse haseen, tu sabse pare kya main likhun, kya main keh doon namumkin, namumkin tere bin jeena namumkin, namumkin tere bin jeena shifa hai tu, dua hai tu