SONG: Sher Ka Husn Ho Nagame Ki Jawani Ho - शेर का हुस्न हो नगमे की जवानी हो

Sher Ka Husn Ho Nagame Ki Jawani Ho - शेर का हुस्न हो नगमे की जवानी हो

LYRICS:
sher ka husn ho sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum ek dhadkti hui ek dhadkti hui shadab kahani ho tum, sher ka husn ho aankh aisi, aankh aisi ke kaval tumse nishani mange zulf aisi, zulf aisi ke ghata sharam se pani mange jis taraf se bhi jis taraf se bhi, nazar dale suhani ho tum sher ka husn ho jism aisa, jism aisa ke ajanta ka amal yaad aaye sangemarmar me dala sangemarmar me dala, tajmahal yaad aaye pighle pighle, pighle pighle huye rango ki ravani ho tum sher ka husn ho dhadkne bunti hai jisko wo tarana ho tum sach kaho kis ke mukaddar ka khajana ho tum mujhpe mahir ho mujhpe mahir ho, ke dushman ki diwani ho tum sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum sher ka husn ho, sher ka husn ho