SONG: Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun - शहनाइयों के सुर में बजी सजना की धुन

Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun - शहनाइयों के सुर में बजी सजना की धुन

LYRICS:
shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun baji sajna ki dhun sasural jane wale jara baat bhi to sun sasural jane wale jara baat bhi to sun baji sajna ki dhun sasural jane wale jara baat bhi to sun jaaoge kaha bhul ke bachpan ka jamana shahar se koi rasta nahi laut kar aana chamkega tere mathe par sindhur ka sagun sindhur ka sagun sasural jane wale jara baat bhi to sun baji sajna ki dhun shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun sasural jane wale jara baat bhi to sun dhadkega jiya aut mein main chhupke dekhugi kahege ab aaj radhika se shyam milege malik tu hai aaya laya pyar ka sagun tere pyar ka sagun sasural jane wale jara baat bhi to sun baji sajna ki dhun shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun sasural jane wale jara baat bhi to sun