SONG: Shayad Mai Zindagi Ki Sehar Leke Aa Gaya - शायद मै जिंदगी की सहर लेके आ गया

Shayad Mai Zindagi Ki Sehar Leke Aa Gaya - शायद मै जिंदगी की सहर लेके आ गया

LYRICS:
shayad mai zindagi ki sahar le ke aa gaya shayad mai zindagi ki sahar le ke aa gaya qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya shayad mai zindagi ki sahar le ke aa gaya ta umr dhundta raha manzil mai ishq ki ta umr dhundta raha manzil mai ishq ki anjaam ye ke garde safar le ke aa gaya anjaam ye ke garde safar le ke aa gaya qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya nashtar hai mere haath mein kandho pe maikada nashtar hai mere haath mein kandho pe maikada lo mai ilaaje dard-e-zigar le ke aa gaya lo mai ilaaje dard-e-zigar le ke aa gaya qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya fakir sanam maikade mein na aata mai lautkar fakir sanam maikade mein na aata mai lautkar ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya ik zakhm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya shayad mai zindagi ki sahar le ke aa gaya qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya