SONG: Shauq Se Naakaami Ki Badaulat Kuchaa E Dil Hi Chhut Gayaa - शौक़ से नाकामी की बदौलत

Shauq Se Naakaami Ki Badaulat Kuchaa E Dil Hi Chhut Gayaa - शौक़ से नाकामी की बदौलत

LYRICS:
shauq se naakaami ki badaulat kuchaa e dil hi chhut gaya saari ummide toot gai dil baith gaya ji chhut gaya shauq se naakaami ki badaulat kuchaa e dil hi chhut gaya lijiye kya daaman ki khabar aur dasht e junun ko kya kahiye lijiye kya daaman ki khabar aur dasht e junun ko kya kahiye apne hi haath se dil ka daaman muddat guzri chhut gaya shauq se naakaami ki badaulat kuchaa e dil hi chhut gaya manzil e ishq pe tanha pahunche koi tamannaa saath na thi manzil e ishq pe tanha pahunche koi tamannaa saath na thi thak thak kar ek raah me aakhir ek ek saathi chhut gaya shauq se naakaami ki badaulat kuchaa e dil hi chhut gaya faani hum to jite ji wo mayyat hain be gor o qafan faani hum to jite ji wo mayyat hain be gor o qafan gurbat jisko raas na aai aur watan bhi chhut gaya shauq se naakaami ki badaulat kuchaa e dil hi chhut gaya saari ummide toot gai dil baith gaya ji chhut gaya